Divyang Aur Maanssik Roop Se Kamzor Logon Ko khana Vitran
Seva ka ek chhota sa prayas…
Sewasky Foundation dwara pratidin mansik roop se divyang aur asahay
...
logon ko bhojan karaya jata hai. Hamara prayas hai ki koi bhi zaruratmand bhookha na soye. Yeh seva karya hum nirantar kar rahe hain, lekin ise aage jaari rakhne ke liye humein aap sabhi ke sahyog ki zarurat hai.
Vartaman samay mein hume fund ki kami ka samna karna pad raha hai. Isliye aap sabhi se vinamra nivedan hai ki apni kshamata ke anusar is seva karya mein sahyog karein, taaki hum milkar is punya karya ko nirantar jaari rakh saken.
Aap apni shraddha aur kshamata ke anusar sahyog kar sakte hain:
???? Mahine mein ek din 20 logon ko bhojan – ?1100
???? Bhojan + paani (20 logon ke liye) – ?1700
???? Ek vyakti ka bhojan – ?60
Aap chahein to apne janmadin, varshgaanth ya kisi vishesh avsar par bhi bhojan seva karwa sakte hain.
Aapka chhota sa sahyog kisi zaruratmand ke liye bahut bada sahara ban sakta hai.
Aaiye, milkar manavta ki is seva mein bhagidar banein.